Powered by Blogger.
pyar saza ya zannat - Asim - Page 2

kisi tareh raat aise katti mano jaise koi insan apni saza kat raha ho dusre din main uddas man sy usse ph karne gaya par jb v ph karta kabhi uski mom ya dad ph utha rahe thee main bhot pareshan tha man kar raha tha mar jao par insan hon koshish karta raha ek sec ek ganta ky tareh beet raha tha 5 din gujar gae magar baat na ho pai din jaise saal ki tareh beet rahe wo friday ka din tha maine apne ek frnd ki gf ki help li usne usko ph kiya aunty ne ph pick kiya hello aunty swati hai main uski frnd neha bol rahe ohh beta w8 bulati hon wo ayi bhot strange tha wo darect neha sy boli mujhe abhishek sy ya jo v uska nam ho koi baat nai karni ussko bol do par neha ne bola dykho swati ek bar plz baat kar lo warna wo mar jayega plz pata nai kya huwa usne bola 1 ghante baad papa log ja rahe usko bolo wo mujhe ph kare par last time dubte ko tinke ka sahara neha ko maine tnx bola aur wapas swati ko ph kiya ph utha par ekdam sunnaata koi awaz nai mano khamoshi shikayat kar rahi ho mujhse maine bola hii kaise ho usne bola bus thek hon uski awaz nai mere dil ko aisa sukun aisa maza diya ho mano meri mere dil ka sara dard chuu ho gaya maine bola kya main tumko pasand nai wo boli ab in sb ka koi matlb nai mujhe bhol jao plz humara koi future nai ho sakta aur main apna currier banana chati hun maine bola darti ho duniya sy wo boli han bhot jayada maine bola plz man jao main mar jaounga wo boli filmi mat ho be prctical ok maine bola problem kya hai tum jante ho abhi kya problem hai hum kavi ek nai ho! sakte a ur jis riste ki buniya jhuth par ho uska kya futher plz swati main khus rakhunga tumhe bhot nai ho sakta main bhot ro raha tha awaz bhi bhari ho rai thi meri main milna chata hun wo na boli maine bola tum darpok ho aur tum kavi kisi sy pyar nai kar sakti wo boli shayad main hun maine bolo main ek ghante bad tumhare ghar ky pas aaounga agar tum mujhe dikh gai th haan warna mera kya hoga mujhe khud pata nai wo boli main nai aaoungi maine bola marzi apki ph kat kar diya main apne ko saza kar main bike pe uske ghar ky samne kharda hoke horn bajane wala tha ki dykha wo chaat pe khardi thi mujhe gusse main ghur rai thi rokar aur phr muskara rahi thi mujhe samjh main nai aa raha tha kya react karu mera dimag kam nai kar raha tha main bhot khus tha sach main wo jaan mang lyti th pakka dy dyta phir main bhag kar gaya usko ph kiya bola jb tak zinda hon sath dunga usne bola main pata nai kaise aa gai par plz mujhe kavi chordna mat warna mar joungi humne kasam khai sath nibhane ki sb kuch bhot acha chal raha tha 2 year tak phir usko study ky liye bahar jana parda aur meerut main bhot uddas tha wo v mujhe laga mano kahi humare pyar ko kisi ki nazar na lag jaye kyonki duriyan nazdikiyon ko khatam kar dyti hai uska meerut jane ka din jaise jaise karib aa raha tha meri dil ka darr bardta ja raha tha kya karu kya karu par kuch kar nai pa raha tha par kahte hai na zindagi main kuch v reguler nai hota na khushi na gum wo meerut chali gai par wahan jakar bhot ph pe baat karne lagi mujhse mano uska pyar aur bardh gaya ho usne apni sari frnds ko mere bare main bata rakha tha meri har sham ko unse baat karwati thi ek raat uska ph aya abhi meri collage main ek lardka mujhe bhot pareshan karta hai aur usko pata nai kahan sy mera ph no mil gaya hai call karta rahta hai maine bola ignor karo dhere dhere main bzy hone laga usko jayada waqt nai dy pata tha uska ph ek sham bzy tha maine bola kahan bzy thi wo boli frnds ka tha wo mujhe ph kam karne lagi thi maine jb notice kiya tb maine usko ph kiya bzy bata raha than uska call aya ya! r frnd k a tha baki kal agge meri pyar ka exprince hai



Read Page 1







0 comments:

Post a Comment

wibiya widget